(0:00) Intro
(0:10) Surah Momin Ruku 06 ka lafzi tarjuma (with grammar)
(11:33) Allah ka wa‘ada — duniya aur aakhirat mein peghambaron aur momineen ki madad
(14:36) Sawal: Allah ne tamam peghambaron ki madad ka wa‘ada kyun kiya
(16:54) Misal: Hazrat Esa (AS) ki madad — asal mein Nabi (SAW) ki madad
(17:31) Sabaq: deen ka kaam karne walon ko ek doosre ki leg pulling nahi karni chahiye
(18:09) Ikhlas ki nishani — doosron ki kamyabi par khushi, na ke hasad
(19:33) Hadith (Sahih Bukhari, Muslim) ka hawala
(19:58) Allah ki madad se Islam ka ghalba yaqini
(20:50) Angrez ka Islam ke bare mein iqraar
(21:31) Qayamat ki adalat mein Allah apne nek bandon ka madadgar hoga
(21:51) Zalim log laanat aur azaab ke mustahiq honge
(22:13) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli
(23:09) Nabi (SAW) ko sabr ki talqeen
(23:37) Nabi (SAW) ko ijtehadi ghalti par istighfar ki talqeen
(25:28) Sabr hasil karne ki tasbeeh — depression ka ilaj
(26:14) Sabr ka falsafa — mehboob ke liye qurbani aasaan ho jati hai
(27:51) Subah shaam ki tasbeehat ki barkaat
(28:20) Takabbur se hasad paida hota hai — apne aap ko “super” samajhne walay haq ko nahi maante
(31:00) Kafiron ka aitraaz: maut ke baad zindagi ka inkar
(33:45) Andha aur beena — kafir aur momin ki misaal
(35:20) Qayamat ka faisla yaqini
(36:04) Qayamat se darne ki wajah
(36:40) Sirf Allah se madad talab karna
(37:20) Dua — ibadat ka maghz
(38:10) Dua mein dil na lagne ki wajah
(38:26) Mutakabbir mulhideen ka anjaam — apni mehnat par ghuroor
(40:25) Ruku ka khulasa
(40:29) Mazloomon ka khoon zaya nahi jata
(41:38) Aasmani kitabon ki ahmiyat
(41:52) Qur’an ki wirasat ka haq — samajh aur amal
(43:10) Dua ki fazilat
(43:44) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.