Is episode mein Falaknama chalta hai waqt ki ek lambi lakeer par, un bhooli-bisri aawaazon ke peeche. Deccan ki Mah Laqa Bai Chanda se lekar Ada Jafarey, Zehra Nigah, Kishwar Naheed, Fahmida Riaz, Parveen Shakir aur Sara Shagufta tak. Ek kahani, un shaayraat ki, jinhone Urdu shayari ko rang diye air auratoon ke jazbaat ko ek centrestage diya. Rss Apple Podcaster →